Friday, April 29, 2016

Computer ki speed kaise badhaye 100% work

Hye dosto
Aaj main aap ko batane wala hu ki apne computer ko fast kaise kare hamare computer koi sare kam karne se ya or kai karn se hamare computer slow hojata haior computer slow ho jata hai to chaliye main aap ko batata hu ki apne computer ko fast kaise kare aap ne dekha hoga ki jab hum New Computer kharidte hai to humara Computer Fast chalta hai. par thode hi dino me hi ye Slow ho jata hai. Kya aap apne Computer ki Slow Speed se pareshan hain to janiye  apne Computer ko Super Fast kaise kare .

Step ko follow kare.
Step 1 : Hum apne Computer meTemporary files ko Delete kar ke Computer ka Speed badha sakte hai.Temporary files ko Delete karne ke liye apne Computer me Run Comand Open kijiye.Run Comand Open karne ke liye Window + R dabaye. Ab Run me %Temp% Type kar ke Enter kijiye. Ab sare Temporary files ki list Open ho jayegi. Sabhi files ko Ctrl+A daba kar All Sellect kar le fir Shift+Delete butten daba kar ke Enter par click kare ab sari files Delete ho jayengi. Aur apke Computer ki Speed bhi badh jayegi.
Step 2 : Ab aap Apne Computer ke Run Comand me ja kar RecentPlaces Type kare. Sari Recent files ki list Open ho jayegi. Ab All Select kar ke Delete kar de.
Step  3 : Apne Computer ke Recycle Bin ko humesa saaf rakhe. Kyonki jab hum apne Computer se koi file Delete karte hai to vo Recycle Bin me chali jati hai. Agar apko files ko bina Recycle Bin me jaye Direct Delete karna hai to aap Shift + Delete ke butten ko dwakar kar Delete kar sakte hai.
Step 4 : Aapne Computer se Bina Vajah ke Sare Software Nikal de ! jo kisi Kam ke  nahi hai Wo Kyu ki Bina kam ki Chiz hi hume Parishan karti hai .
Step 5 :Computer ko Fast rakhne ke liye aap apne computer me Antivirus jarur use kare aur Regular apne Computer ko Scan karte rahe. Is se apke Computer me Virus khtam ho jayega. Aur apka Computer humesa fast hi rahega. Aap Free me bhi Antivirus bhi use kar sakte ho Jaise –Avast,  Antivirus etc.
Step 6 : Aagar aap Internet User Ho hamesha Internet Se Jude Rehte hai to internet Browser se  Internet History ko Delete kar te Rahe .
Step 7 : Computer Desktop par Folder Ya File ko Save na Kare .Jitna ho sake Uthna Desktop ko Khali rakhne ki koshish kare .
Step 8 : Aagar app Cyber Se Koi File ya Document Downoad kar ke La rahe ho to sawdhan  kyu ki Cyber ke computer me Viruska problem Aam hota hai . to jabhi Cyber se koe File ya Data lekar Aa rahe ho to use Aapne computer me Execute kar ne ke pehala Anti virus se Scan kar lo .
Friends Meri Ye post  Apko Kaisi Lagi Aap Apne Comments Jarur Digiyega or shere kare .Aur koi problum ho to comment me likhe.

1 comment:

  1. Do you need to increase your credit score?
    Do you intend to upgrade your school grade?
    Do you want to hack your cheating spouse Email, whatsapp, Facebook, instagram or any social network?
    Do you need any information concerning any database.
    Do you need to retrieve deleted files?
    Do you need to clear your criminal records or DMV?
    Do you want to remove any site or link from any blog?
    you should contact this hacker, he is reliable and good at the hack jobs..
    contact : cybergoldenhacker at gmail dot com


    ReplyDelete

Comments system

Disqus Shortname