Thursday, April 28, 2016

Youtube se paise kaise kamaye



YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in Hindi





“Youtube se rupees kanane ke liye aapke pas kya kya hona chahiye.” ye sabse bada sawal hai. kyuki bahut se log isi karan se youtube se paise kamane me fail ho jate hai.
Option 1: Ye jo cheeze hai jo aap me honi chahiye:
  1. Your Voice: Youtube se paise kaamne me sabse pahle jaruri hai ki aapki aawaz kaisi hai. kyuki audience video maker ki aawaz par sabse jyada dhyan dete hai.
  2. Your Style: Video me sirf bolne or video me samne ho kar visitors se bat karne me samne rah kar video banayi gayi jyada better hoti hai. so ayse me ye aap par depend karta hai ki aapki styule kaisi hai viewers aapko kitna pasand karte hai.
  3. Your Talent: aap video ke throw logo ko kitna sikha sakte ho. impressive kar sakte ho. jisse wo aapke new video ka besabri se intzar kare.

Option 2: Ye wo cheeze hai jo aapke pas honi chahiye:
  1. Camera: video banane ke liye aapke pas ek acha camera hona chahiye. agar aap computer ki screen record karke video banana chahate ho to Camtasia studio software use kar sakte ho.
  2. Video Editing: aapko video edit karne ke bare me thodi bahut (Basic) jankari honi jaruri hai. jisse aap better video edit kar sake.
  3. Computer: video edit karne ke liye aapke pas ek computer ya laptop hona jaruri hai. mobile par youtube se paise kamani ki soch kar waqt barbad nahi kare.
  4. Good Audience: Video banane se pahle internet par aapke facebook, google plus, twitter jaisi social media sites par thode bahut friends hone chahiye. jo aapke video share karne par aapki video dsekh or share kar sake.



To chaliye ab hum sikhte hai ki youtube se paise kamane ke liye ek complete youtube channel kaise banate hai

"
Step 1: Create Youtube Channel
Sabse pahle aapko apna youtube channel banana hai. youtube channel banane ke liye aap youtube.com par jayiye or apni gmail ID se log in kijiye. (youtube google ka hi banaya hua hai so hume youtube par alag se channel banane ki koi jarurat nahi hai.)
Agar aapke pas gmail ID  nahi hai to pahle aap  post pad kar apni email ID bana le. uske bad fir se post ko yahi se follow kare.
Step 2: Upload 4-5 Video

Youtube channel banane ke bad dusra kam hai youtube par kuch video bana kar upload karna. to apne youtube channel par ab 4-5 khud ke banaye huye video upload kare. 
Step 3: Enable your channel for monetization
Youtube channel par kuch self created video upload karne ke bad tisra kam hai youtube channel ko monetize karna. yani youtube videos ko monetization karna. 
Step 4: Connect Youtube Channel To Adsense
Youtube channel ko monetize karne ke bad 4th kam hai youtube channel ko adsense se jodna. aapki video par jo ads show honge wo adsense ke ads hote hai. or adsense hi ,aapki income hogi. 
Note:- Jab aapki videos par 2,000-2,500 views ho jaye tabhi youtube channel ko adsense se connect karna hai. usse pahle karoge to aapka adsense account approved nahi hoga. 
"
Step 5: Start Making Best Video


1 comment:

  1. Do you need to increase your credit score?
    Do you intend to upgrade your school grade?
    Do you want to hack your cheating spouse Email, whatsapp, Facebook, instagram or any social network?
    Do you need any information concerning any database.
    Do you need to retrieve deleted files?
    Do you need to clear your criminal records or DMV?
    Do you want to remove any site or link from any blog?
    you should contact this hacker, he is reliable and good at the hack jobs..
    contact : cybergoldenhacker at gmail dot com


    ReplyDelete

Comments system

Disqus Shortname