Thursday, May 19, 2016

App lock ko kaise hack karke pattern tode

Aajkal sabhi android smartphone use karte hai lekin android apps ke bina aapka smartphone adhura hota hai, har koi apne smartphone ko personalize karne ke liye applications use karta hai. App Lock bhi inme se ek application hai jo aajkal har kisi ke phone me mil jayegi, App Lock ke jariye android phone ke apps ko secure rakhne ke liye lock kiya jata hai taki jab koi aapka phone le to unhe access nahi kar sake.

Yaha me aapko batane ja raha hun kaise kisi ke phone me app lock ko hack karke secure ki gayi apps ko access kar sakte hai. iske liye aapko android phone ko root karne ya fir app lock ko uninstall karne ki jarurat nahi hai, kisi ko pta bhi nahi chalega ki aapne lock ki huyi application ko open kiya tha.

Android Me App Lock Ko Hack Kaise Karte Hai :-




Aage badhne se pahle me aapko ek baat bta dun, ye trick tabhi kaam karegi jab us phone ki Setting ko lock nahi kar rakha ho.
 

1. App Lock ko hack karne ke liye mobile keSetting option me jaye.

2. Ab Applications ke option par click kare.

3. Downloaded Apps me aapko App Lock milega, uspar click kare.

4. Ab yaha aapko Force Stop ka button milega us par click kar de.

5. Jaise hi aap Force Stop Button par click karenge, ye application kuch samay ke liye kaam karna band kar degi aur aap lock Ki huyi apps ko open kar sakte hai.

1 comment:

  1. Do you need to increase your credit score?
    Do you intend to upgrade your school grade?
    Do you want to hack your cheating spouse Email, whatsapp, Facebook, instagram or any social network?
    Do you need any information concerning any database.
    Do you need to retrieve deleted files?
    Do you need to clear your criminal records or DMV?
    Do you want to remove any site or link from any blog?
    you should contact this hacker, he is reliable and good at the hack jobs..
    contact : cybergoldenhacker at gmail dot com


    ReplyDelete

Comments system

Disqus Shortname